kyun Pyar .. !!!
January 30th, 2007
Kyun pyaar us par hi aata hai,
Jo mil kar bhi naa mil pata hai.
Kaise yeh usse batayein hum,
Tujh bin rah na paayein hum.Kyun baar baar woh satata hai -
Kuwaabon main aakar rulata hai?
Bhulanaa us ko chahein hum,
Par kis tarah bhulaayein hum?Woh mann main har dum rahta hai,
Dharkan ki tarah dharkta hai.
Hain issi ehsaas se zindaa hum,
Hain ek-duje ke dil o jaan humEk duje ke dil main rahte hain -
Kya pyaar issi ko kahte hain?
You can view more responses on this poem at : Kyun ParĂ‚Â
Posted by anu_love91
